Koi aisa hai jise dekh kar ji bharta he nahi,
Koi aisa hai jiske bina khwab sawarta he nahi,
Ye baat aur hi ki juban ab keh nahin pati,
Aur wo sochte hain ki main yaad karta hi nahi.
Wednesday, March 28, 2007
Armaan
Dheere - Dheere apna bharam toota hai,
Aj apna sa koi humse rutha hai,
Zindagi dur talak sath nibhana mat,
Mera jeene ka armaan bahut jhootha hai.
Aj apna sa koi humse rutha hai,
Zindagi dur talak sath nibhana mat,
Mera jeene ka armaan bahut jhootha hai.
Yaad
Main is dil main tera pyar sada rakhunga,
Teri surat aur teri yaad sada rakhunga,
Mar bhi gaya to fir ishwar k pass
Teri khushiyon ke liye fariyaad sada rakhunga
Teri surat aur teri yaad sada rakhunga,
Mar bhi gaya to fir ishwar k pass
Teri khushiyon ke liye fariyaad sada rakhunga
Subscribe to:
Posts (Atom)