dhoke mile jahan me jis par bhi yakin kiya,
aalam hua hai ye ke ab khud par yaki nahin.
---ravi
Friday, August 17, 2007
Thursday, August 16, 2007
Tuesday, July 03, 2007
Friday, May 04, 2007
Takdir
Simat kar hum to apneaap main rehne lage hain,
Kehna chahte hai kya aur kya kehne lage hain,
Kinare dur hain humse aur kuch halat aise hain,
Ki hum takdir ki lehron ke sang behne lage hain.
Kehna chahte hai kya aur kya kehne lage hain,
Kinare dur hain humse aur kuch halat aise hain,
Ki hum takdir ki lehron ke sang behne lage hain.
Wednesday, March 28, 2007
Yaadein
Koi aisa hai jise dekh kar ji bharta he nahi,
Koi aisa hai jiske bina khwab sawarta he nahi,
Ye baat aur hi ki juban ab keh nahin pati,
Aur wo sochte hain ki main yaad karta hi nahi.
Koi aisa hai jiske bina khwab sawarta he nahi,
Ye baat aur hi ki juban ab keh nahin pati,
Aur wo sochte hain ki main yaad karta hi nahi.
Armaan
Dheere - Dheere apna bharam toota hai,
Aj apna sa koi humse rutha hai,
Zindagi dur talak sath nibhana mat,
Mera jeene ka armaan bahut jhootha hai.
Aj apna sa koi humse rutha hai,
Zindagi dur talak sath nibhana mat,
Mera jeene ka armaan bahut jhootha hai.
Yaad
Main is dil main tera pyar sada rakhunga,
Teri surat aur teri yaad sada rakhunga,
Mar bhi gaya to fir ishwar k pass
Teri khushiyon ke liye fariyaad sada rakhunga
Teri surat aur teri yaad sada rakhunga,
Mar bhi gaya to fir ishwar k pass
Teri khushiyon ke liye fariyaad sada rakhunga
Subscribe to:
Posts (Atom)